Dekha yaar aaeena e fikr ne jab safaay e aab dar sukhan ka
Dahan ko jauhar khula zabaan ka, zabaan ko aqda khula dahan ka

Nazar jo aa jaaye baid Majnu to to royun Majnu ki yaad mein
Jo dekhun yatsha to sar ko phodun kyaal bandh jaaye ko ha kan ka

barhana(nude)aaya tha yaan Adam se, Barhana yaan se chala Adam ko
Na boye kafur hain naa sunghi, Na dagh mujhko laga kafan ka

Nigaah awwal mein chashm se go’n, yeh rang mehfil kare deegar go’n
Woh haal howe jo waqt aakhir, sharab khurun ki anjuman ka

Jo haal parwaan e ishq mein hai, wahi mohabbat mein aalam e dil
Woh samaa fanoos ka hai kashta, yeh sukhta noor pairahan ka

Na yeh nazakat pari mein hogi, naa hurein yeh nazakat Aatish
Jo haar phoolon ka is ne pahna, to bojh uthaya hazaar man ka

No comments:
Post a Comment